Tuesday, 10 November 2015

Zara tham tham ke barsa kar

Zara tham tham ke barsa kar...abhi itna na rutha kar...Abhi tho dure hai manzil...Abhi khud ko na tanha kar...Teri ankhen samandar hai...Samandar ko na sehra kar...Mera dil doob jata hai...Mujhe aise na dekha kar...Hawa mujh se kahe pagal Na yun raston me betha kar...Woh ek din chod jayega Usse itna na chaha kar...

No comments:

Post a Comment