Tuesday, 24 November 2015

Main rahoon ya naa rahoon

Main rahoon ya na rahoon...Tum mujh mein baaki rehna...Mujhe neend aaye jo aakhiri...Tum khwaabon mein aate rehna...Bas itna hai tumse kehna...Main rahoon ya na rahoon...Tum mujh mein baaki rehna...Kisi roz barish jo aaye Samajh lena boondon mein main hoon...Subah dhoop tumko sataaye Samajh lena kirno mein main hoon...Kuch kahoon ya na kaho Tum mujhko sada sunte rehna...Bas itna hai tumse kehna...Hawaaon mein lipti hui main Ghuzar jaaungi tumko chhu ke Agar mann ho to rok lena...Thehar jaaungi in labon pe...Main dikhoon ya na dikhoon Tum mujhko mehsoos karna Bas itna hai tumse kehna...Bas itna hai tumse kehna...

No comments:

Post a Comment