Monday, 25 April 2016

Usne kaha tum mein pehli si woh baat nahi

Usne kaha Tum mein pehli si woh baat Nahi,Main ne kaha Zindagi mein jo Tera saath Nahi----->Usne kaha Ab bhi kisi ki Ankho me doob jate ho? Maine kaha Ab kisi bhi Aankh mein woh baat Nahi------> Usne kaha Kyun itna toot kar chaha mujhe ?Main ne kaha Insaan hu aakhir patthar zaat Nahi-------> Usne kaha Kya main bewafa hoon ? Main ne kaha Mujhe ab wafa ki talash he Nahi-----> Usne kaha Bhool jaoge mujhko? Maine kaha...TUM haqiqat ho koi khwab Nahi...

No comments:

Post a Comment