Friday, 2 December 2016

Saza kaatne ke baad bhi mujhe rehaayi na mili

Saza kaatne ke baad bhi Mujhe rehaayi na mili,Dokhe faraib mile Duniya main Sachayi na mili,Sub ko Maloom tha Meri be Gunnahi ka,Mujhe Saffai ke liyea koi Gawai na mili,Jub DIL ghabraya Duniya ke shorro ghull se,Bahot tallash ki mager Mujhe kahin Tanhaai na mili,Kya pata kaisay baser karte hain Zindagi Woh Loog,Jin ko Duniya dakhne ke leyea benai na mili,Jis se Wafa karte the Apna samaj ker “SHABNAM”Usse bhi ilzaam mila Koi Achayi na mili... <<–<<–<<♥>>–>>–>>

No comments:

Post a Comment