Saturday, 5 December 2015

Wo apne ishw mein kesa kamaal rakhta hai

wo apne ishq mein kesa kamaal rakhta haike berukhi mein bhi, mera khyaal rakhta hai-jo aaj mera nahin hai woh kal tu mera hoga ke her zamana urooj-o-zawaal rakhta hai-ajab nahi woh jahan bhar ko bewafa samjhe,nazar mein meri wafa ki misaal rakhta hai-kahan talak koi dast-e-karam ko zehmat de,tamaam shehar he dast-e-sawaal rakhta hai-meri udhaan ke aage hai kis kadar bebas yeh aasman jo sitaron ka jaal rakhta hai-tera khayal he kuch mehrabaan hai warna,jahan mein kon kisi ka khayaal rakhta hai.

No comments:

Post a Comment