Pyar ke liye chaar pal kam nahin the..Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the..Pyar ke haseen kab yeh mausam nahin the..Kabhi hum nahin the kabhi tum nahin the....Yeh din barson ke baad aaya..Kuch tumhe, kuch hume yaad aaya..Kasak phir yeh dil mein uthi hai..Honton pe baat aake ruki hai..Kabhi itne majboor to hum nahin the..Pyar ke liye chaar pal kam nahin the..Pyar ke haseen kab yeh mausam nahin the..Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the....Agartum yeh dil maang lete..Jaaneman hum tumhe jaan dete..Tumhe kaise hum bhool jaate..Marke bhi tum hume yaad aate..Tumhe hai pata bewafaa hum nahin the..Pyar ke liye chaar pal kam nahin the..Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the..Pyar ke haseen kab yeh mausam nahin the..Kabhi hum nahin the kabhi tum nahin the...
KHooN Ka SaGaR oodh leti hu Main, DaRD aur TeeR DiL PaR Jhailti Hu Main, TuM SaMajte Ho SHaYaRi LiKhti Hu Main, Yeh Tho ApNe ZaKHMo Se KHelti Hu Main...
Monday, 28 September 2015
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Mere wajood ko tu samet Le main bikhar rahi hu,zara, zara,Mere Ansuon ko bhi ponch Le main sisak rahi hu,zara,zara,Meri Chahton ko samajh ka...
-
Lafz kitne hi tere pairon se lipte honge,Tune jab aakhiri khat mera jalaya hoga,Tune jab phool, kitabon se nikaale honge,Dene waala bhi tujh...
-
Dil Uth sa gaya Hai Inn Be-Rang Logon Se... Na Wafa karte Hain Na Rehaa Karte Hain...
No comments:
Post a Comment