Raaton Ko Uth Uth Kar Jinke Liye Rote Hain..Woh Aapne Makanon Mein Aaram Se Sote Hain...Kuch Log Zamane Mein Aise Bhi Tou Hote Hai...Mehfil Mein Tou Hashte Hain Tanhaai Mein Rote Hain...Deewanon Ki duniya ka alam he nirala hai rote hai tho rote hai haste hai tho haste hai...Kis Baat Ka Rona Hain Kis Baat Pe Rote Hain...Kashti Ke Muhafeez Hi Kashti Ko Dubote Hain...Jab Thes Lagi Dil Par Tou Raaz Khula Ham Par Woh Baat Nahin Karte Nashtar Se Chubhote Hain...Mere Dard Ke Tukde Hain Ye Sher Nahin Sagar Hum Saans Ke Dhagon Mein Zakhmon Ko Peerote Hain...Raaton Ko Uth Uth Kar Jinke Liye Rote Hain...Woh Aapni Shabistar Mein Aaram Se Sote Hain...
KHooN Ka SaGaR oodh leti hu Main, DaRD aur TeeR DiL PaR Jhailti Hu Main, TuM SaMajte Ho SHaYaRi LiKhti Hu Main, Yeh Tho ApNe ZaKHMo Se KHelti Hu Main...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
Mere wajood ko tu samet Le main bikhar rahi hu,zara, zara,Mere Ansuon ko bhi ponch Le main sisak rahi hu,zara,zara,Meri Chahton ko samajh ka...
-
Lafz kitne hi tere pairon se lipte honge,Tune jab aakhiri khat mera jalaya hoga,Tune jab phool, kitabon se nikaale honge,Dene waala bhi tujh...
-
Kuch Tumko Bhi Aziz Hain Apne Sabhi Usool, Kuch Hum Bhi Ittifaaq Se Zidd Ke Mareez Hain..!! <<–<<–<<♥>>–>>–...
No comments:
Post a Comment