Monday, 31 October 2016

Dil gaya tumne liya hum kya karen

Dil Gaya Tumne Liya Hum Kya Karen;
Jaane Wali Cheez Ka Gham Kya Karen;
Hum Ne Mar Kar Hijr Mein Payi Shifa;
Aise Achhon Ka Maatam Kya Karen;
Apne Hi Gham Se Nahi Milti Najaat; Is
Binaa Par Fikr-E-Aalam Kya Karen; Ek
Sagar Par Hai Apni Zindagi; Rafta
Rafta Is Se Bhi Kam Kya Karen; Kar
Chuke Sab Apni Apni Hikamtein; Dum
Nikalta Ho To Humdum Kya Karen...

No comments:

Post a Comment