Monday, 5 September 2016

Shayarion mein tere ishq ka charcha na karenge

Shayarion mein tere ishq ka charcha na karenge...Hum tujh ko yun sar-e-aam ruswa na karenge...Kyu hum pe uthaye sang-e-malamat ke faasle...Behtar hai tere shehar mein hum aaya na karenge...Yeh chaand yeh taare yeh haseen raat ka aalam...Munsoob tere naam se kya kya na karenge...viraan hoye qasr-e-tamana ke dareeche Aabaad kabhi pyar ki ab duniya na karenge...Har cheez ki bohtaat mein nuqsaan bohat hai...Shiddat se kisi shakhs ko chaha naa karenge…

No comments:

Post a Comment