Saturday, 6 February 2016

Ek khuwab sarhane rakh do naa tum

Ek khuwab sarhane rakh do naa tum... mujh pe inayat kar do... nazara chupke se khamoshi se tum izhar mohabbat kardo na...main pyaas mein doobi sehra hu...tum mujhko samandar kar do na...meri rahein thodi adhori hai...tum in ko mukamal kardo na...main yunhi phirti rehti hu...tum khud ko manzil kardo na...ek khuwab sarhane rakh do na...tum mujpe inayat kardo na...

No comments:

Post a Comment