Uss shakhs se faqat itna sa talluq hai,
Woh pareshan ho tho hamein neend nahi aati… <<–<<–<<♥>>–>>–>>
KHooN Ka SaGaR oodh leti hu Main, DaRD aur TeeR DiL PaR Jhailti Hu Main, TuM SaMajte Ho SHaYaRi LiKhti Hu Main, Yeh Tho ApNe ZaKHMo Se KHelti Hu Main...
Thursday, 23 February 2017
Uss shakhs se faqat itna sa talluq hai
Wednesday, 22 February 2017
Monday, 20 February 2017
Jab tere shahar mein raha karte the
Jab tere shahar mein raha karte the,Hum bhi chup chap jiya karte the,Aankhon mein pyaas hua karti thi,Dil mein tufaan utha karte the,Log aate the shayari sunne humse,Hum tho fakat teri baatein kiya karte the,Ghar liya deewaar sajaane ke khatir,Deewaaron pe bas tera naam likha karte the,Aaj teri tasveer dekhi tho yaad aaya,Kabhi hum bhi mohabbat kiya karte the... <<–<<–<<♥>>–>>–>>
Saturday, 18 February 2017
Bin tere ab chup chup rehna acha lagta hai
Bin tere ab chup chup rehna acha lagta hai,Khamosh reha ke is dard ko sehna acha lagta hai,Teri yaad mein aansu baraste hain,Saamne tere kuch na kehna acha lagta hai,Milke tujhse bichhad na jaun kahin,Isliye bus door hi rehna acha lagta hai,Tera milna na milna muqaddar ki baat hai,Pal pal teri yaad mein tadapna acha lagta hai,Bin tere tamaam khushiyan ajeeb lagti hain,Ro-ro ke teri yaad mein sona acha lagta hai... <<–<<–<<♥>>–>>–>>
Friday, 17 February 2017
Thursday, 16 February 2017
-
Mere wajood ko tu samet Le main bikhar rahi hu,zara, zara,Mere Ansuon ko bhi ponch Le main sisak rahi hu,zara,zara,Meri Chahton ko samajh ka...
-
Lafz kitne hi tere pairon se lipte honge,Tune jab aakhiri khat mera jalaya hoga,Tune jab phool, kitabon se nikaale honge,Dene waala bhi tujh...
-
Kuch Tumko Bhi Aziz Hain Apne Sabhi Usool, Kuch Hum Bhi Ittifaaq Se Zidd Ke Mareez Hain..!! <<–<<–<<♥>>–>>–...